بِسْــــــــــــــــــمِ اﷲِالرَّحْمَنِ اارَّحِيم
Jab Apne Bistar Per Araam Farmane Ke Liye let-te Toh Aapni Dono Hathelion Per {Surat-Al-Ikhlas, Surat-Al-Falaq aur Surat-An- Nas} Sab Padh Kar Dum Karte
Hadees: "Hazrat Aisha (Radhi Allahu Anhuma) Ne Bayan Kiya Ke Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) Jab Apne Bistar Per Araam Farmane Ke Liye let-te Toh Aapni Dono Hathelion Per,
{Surat-Al-Ikhlas, Surat-Al-Falaq aur Surat-An- Nas}
Sab Padh Kar Dum Karte Phir Dono Hathon Ko Aapne Chehre Per Aur Jism Ke Jis Hisse Tak Hath Pahunch Pata Pherte, Hazrat Aisha (Radhi Allahu Anhuma) Ne Kaha Ke Phir Jab Aap Bimar Hote Toh Aap Mujhe Is Tarah Karne Ka Huqm Dete The -Younus ne Bayan Kiya Ke Mainey Ibn Sheba Ko Bhi Dekha Ke Woh Jab Aapne Bistar Per let-te is Tarah Inko Padh Kar Dum Kiya Karte The.
(Sahih al-Bukhari Hadees 5748)
Hadees: "Hazrat Aisha (Radhi Allahu Anhuma) Ne Bayan Kiya Ke Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) Har Raat Jab Bistar Per Araam Farmate Toh Aapni Dono Hathelion Ko Mila Kar,
{Surat-Al-Ikhlas, Surat-Al-Falaq aur Surat-An-Nas}
Teeno Surate Mukammal Padh Kar Inper Phookte. Phir Dono Hathelion Ko Jaha Tak Mumkin Hota Apne Jism Per Pherte The Phale Ser (Head) Se Aur Chehre Per Hath Pherte Aur Samne Ke Badan Per Yeh Amal Aap Teen Dafa Karte The...
(Sahih Bukhari Hadees 5017)
ALLAH Ta'ala Aap par Fazl farmaye…!

No comments :
Post a Comment