Bismillahirrahmanirrahim
1-Miswaak karna ::Allah ke Rasool sallallahu alalhi waslam jab raat ki neend se bedaar hote to apna munh mubarak miswaak se saaf karte..
2- Naak jhaadna: is ke baare men Allah ke Rasool sallallahu alalhi waslam ka farman hai.
Jab bhi tum mein se koyi sokar uthhe to use chaahiye ki woh teen martabah apni naak jhaadle. Kyun ke shaytaan us ki naak par raat basar karta hai
[Sahih Muslim : 3295]
3- Donon haath teen martabah dhona
> Allah ke Rasool sallallahu alalhi waslam ne farmaya
Jab bhi koyi neend se bedaar hoto use chaahiye ki woh bartan mein us waqt tak haath na daale jab tak woh teen martabah( bartan se beher) apna haath na dhole.
[Sahi Muslim: 665]

No comments :
Post a Comment