Abu zar gaffari (rz.a) bayan kiya k Nabi karim Sallallahu Alaihe Wasallam ne
' Jab suraj gurob hua to un se pocha k tum ko maalom hai ye suraj kaha jaata hai ? Maine Arz ki k Allah aur us k Rasool hi ko ilm hai - Rasool Allah Sallallahu Alaihe Wasallam ne farmaya ye jaata hai Arsh k niche pahunch kar pehle sajdah karta hai - phir ( dobara Aane ki ) ijazat chahata hai aur use ijazat di jaati hai aur woh din qareeb hai ' jab ye sajdah karega to us ka sajdah qubool na hoga aur ijazat chahega lekin ijazat na milegi - balke us se kaha jayega k jaha se Aaya tha waha wapas chala jaa - chunancha us din woh magrib hi se niklega - Allah ta'ala k farman " (sure yasin Aayat no. : 38 ) me isi taraf isharah hai .
Sahi Bukhari : 3199
Abu huraira (rz.a) ne bayan kiya k Nabi karim Sallallahu Alaihe Wasallam ne farmaya k farishte Aage piche zameen par Aate jaate rehte hain ' kuch farishte Raat k hain aur kuch din k Aur ye sab fajar aur Asar me jamaa ho jaate hain - phir woh farishte jo tumhare yaha Raat me rahe - Allah k huzur me jaate hain ' Allah ta'ala un se daryaft farmata hai - halake woh sab se ziyada jaanne wala hai ... k tum ne mere bando ko kis haal me chorda ' woh farishte Arz karte hain k jab hum ne unhe chorda to woh (fajar ki ) namaz padh rahe the aur isi tarah jab hum un k yaha gaye the ' jab bhi woh ( Asar ki ) namaz padh rahe the -
Sahi Bukhari : 32231:11

No comments :
Post a Comment