21/01/2016

MOUT KE BAAD MOUT KO KYA KIYA JAYEGA

                 
BISMILLAHIR-RAHAMAN-NIRRAHIM

                         ๐ŸHADEES๐Ÿ

๐ŸƒIbn Umar Radi Allahu Anhu anhuma se rivayat hai ki .

 ๐Ÿƒ"Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam" ne farmaya,

๐ŸJab Ahal-e-jannat jannat mein chale jayengey   Aur
Jab Ahal-e-Dozakh Dozakh mein chaley jayenagey

๐ŸTo Maut ko laya jayega, aur

๐ŸUsey Jannat aur Dozakh ke darmiyan rakh kar Zabah kar diya jayega .

๐ŸPhir ek Aawaz dene wala Aawaz dega ki ,

๐ŸEh jannat walo tumhey ab Maut nahi aayegi

aur Eh Dozakh walo tumhey bhi ab Maut nahi aayegi

๐ŸIs baat se jannati. aur ziyada khush ho jayengey  Aur

๐Ÿ Jahannami aur ziyada gamgeenho jayengey.

๐Ÿ“•Sahih Bukhari, Vo l8, No 6548 ๐Ÿ“•

________________________

   ๐ŸEnglish Translation:๐Ÿ

๐ŸƒNarrated Ibn Umar Radi Allahu Anhu :

๐Ÿƒ"Prophet Apostle Sallallahu Alaihi Wasallam" said,

๐ŸWhen the people of Paradise have entered Paradise and

๐Ÿ The people of the Fire have entered the Fire,

๐ŸDeath will be brought and will be placed between the Fire and Paradise, and

๐ŸThen it will be slaughtered, and a call will be made (that),

๐Ÿ 'O people of Paradise,
no more death !
O people of the Fire, no more death !

๐ŸSo the people of Paradise will have happiness added to their previous happiness,  and
             
๐ŸThe people of the Fire will have sorrow added to their previous sorrow.

๐Ÿ“•Sahih Bukhari, Volume 8, Book 76, Number 556:๐Ÿ“•

๐Ÿ”น๐ŸŽˆ๐Ÿ”น๐ŸŽˆ๐Ÿ”น๐ŸŽˆ๐Ÿ”น๐ŸŽˆ๐Ÿ”น๐ŸŽˆ

No comments :

Post a Comment