بِسْمِ اللَّـهِ الرَّحْمَـٰنِ الرَّحِيمِ
💝💫Hazrat Saeed bin Maseeb (RaziAllahu Anhu Se Riwayat Hai Ki,
💞💫 "Ek Ansari Jab Apni Aakhri Saanse Le Raha Tha, Tab Usne Kaha Ki Main Tumhe Sawab Kamane Ki khatir Ek Hadees Sunata Hon Jo Maine Rasool ALLAH (Sallallahu Alaihi Wasallam) Se Suni Thi Ki, Rasool ALLAH (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ne Farmaya,
💞💫Jab Tumme Se Koi Shakhs Acchi Tarha "Wuzu"Kar Ke "Namaaz" Ke Liye Nikalta Hai, To Dahina (Right) Qadam Uthate Hi "ALLAH Ta-Aala " Uske Liye Ek Neki Likh Dete Hain, Aur Bahina (Left) Qadam Rakhte Hi Uska Ek Gunah Muaf Kar Dete Hain, So Ab Jo Chahe (masjid se) Qareeb Rahe Ya Door Rahe, Fir Jab WO Masjid Me Aakar Namaaz Parhta Hai To Usko Bakhsh Diya Jata Hai, Aur Ager WO Masjid Me Us Waqt Aaya Jab Log Namaaz Ka Kuch Hissa Parh chuke They, Aur Kuch Baki Rah Gaya Tha, Aur Jitni Namaaz Rah Gayi Thi WO Unke Saath Parh Leta hai, Tab Bhi Bakhsh Diya Jata Hai, Aur Ager Wo Masjid Me Aise Waqt Me Aaya Jab Namaaz Khatm Ho Chuki Thi Aur Fir Usney (masjid Me Aakar) Namaaz Parh Li, Tab Bhi Uski Maghfirat Kar Di Jayegi.
📚(Sunan Abu Dawud, Vol 1, 561)

No comments :
Post a Comment