بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَنِ الرَّحِيم
Suraj(Sun) Doobta Hai Toh Kaha Jata Hai? ….
Hazrat Abuzar (Razi Allahu Anhu) Kahte Hai Ke Rasool-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya, “Aye Abuzar ! Tum ko Maloom Hai Hai Ke JabSuraj(Sun) Doobta Hai toh Kaha Jata Hai?
Hazrat Abuzar ne Arz Kiya, “Ya Rasool’Allah!! Allah Aur Uska Rasool Behtar Jante Hai..”
Muhammad (Sallallahu Alaihai Wasallam) ne farmaya, “Suraj (Arsh Aazam) Ke Qareeb Jakar Sajdah Karta Hai, Aur fir nikalne ki Ijazat Mangta Hai, Aur Usko Ijazat di Jaati Hai…
Lekin Anqareeb Aisa Waqt Bhi Aane Wala Hai Ke Suraj Sajdah Kare Aur Sajdah Qubool Naa Ho, Aur Tuloo (Nikalne) Ki Ijazat Naa di Jaaye, Bulke Allah Tabarak Wa Ta’ala Ka Hukm Hoga Ke Jaa Tu Jaha Se Aaya Hai Wahi ko Palat Jaa.
Lihaza! Magrib Ki JanibSe (Tuloo) Nikle Ga.
Isi Ke Muta’alliq Se Allah Ta’ala Ne (Surah Yasin-Ayat-No-38) Me farmaya,
“Washshamsu Tajri Limus Taqarril Laha” {والشمس تجرى لمستقرلها}
Tarjuma : Suraj Ka Istaqrar Arsh Aazam Ke Neeche Hai.
-(Sahih Bukhari Volume 004, Book 054,Hadith Number 421)

ہم سے محمد بن یوسف نے بیان کیا ، کہا ہم سے سفیان ثوری نے بیان کیا ، ان سے اعمش نے ، ان سے ابراہیم تیمی نے ، ان سے ان کے باپ یزید بن شریک نے اور ان سے ابو ذرغفاری رضی اللہ عنہ نے بیان کیا کہ نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم نے جب سورج غروب ہوا تو ان سے پوچھا کہ تم کو معلوم ہے یہ سورج کہاں جاتا ہے ؟ میں نے عرض کی کہ اللہ اور اس کے رسول ہی کو علم ہے ۔ آپ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا کہ یہ جاتا ہے اور عرش کے نیچے پہنچ کر پہلے سجدہ کرتا ہے ۔ پھر ( دوبارہ آنے ) کی اجازت چاہتا ہے اور اسے اجازت دی جاتی ہے اور وہ دن بھی قریب ہے ، جب یہ سجدہ کرے گا تو اس کا سجدہ قبول نہ ہو گا اور اجازت چاہے گا لیکن اجازت نہ ملے گی ۔ بلکہ اس سے کہا جائے گا کہ جہاں سے آیا تھا وہیں واپس چلا جا ۔ چنانچہ اس دن وہ مغربی ہی سے نکلے گا ۔ اللہ تعالیٰ کے فرمان »والشّمس تجری لمستقرٍّ لّہا ذٰلک تقدیر العزیز العلیم « ( یٰس ٓ : 38 ) میں اسی طرف اشارہ ہے ۔
Reference | : Sahih al-Bukhari 3199 |
In-book reference | : Book 59, Hadith 10 |
No comments :
Post a Comment