28/10/2016

Imamat Koun Kare

Bismillahirrahamanirrahim

Abu masud Radi Allahu Anhu se rivata hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne faramaya logon ki imamat wo kare jo Quran zyada janta ho, aur agar Quran mein barabar ho to sunnat zyada janta ho, agar sunnat mein barabar ho to jisne pahle hijrat ki ho, agar hijrat mein barabar ho to jo islam pahle laya ho (ek rivayat mein Islam ki jagah umar kaha gaya yani jiski umar ziyada ho)

Sahih Muslim, Vol 2, 1532
-------------

No comments :

Post a Comment