13/05/2017

Allah ki raah mein qatl hone ke alawa shahadat 7 qism ki hoti hai

قَالَ رَسُولُ اللَّهِ صلى الله عليه وسلم ‏"‏ :
الشَّهَادَةُ سَبْعٌ *سِوَى الْقَتْلِ فِي سَبِيلِ اللَّهِ عَزَّ وَجَلَّ*
*الْمَطْعُونُ شَهِيدٌ*
*وَالْمَبْطُونُ شَهِيدٌ* 
*وَالْغَرِيقُ شَهِيدٌ*
*وَصَاحِبُ الْهَدْمِ شَهِيدٌ*
*وَصَاحِبُ ذَاتِ الْجَنْبِ شَهِيدٌ*
*وَصَاحِبُ الْحَرَقِ شَهِيدٌ*
*وَالْمَرْأَةُ تَمُوتُ بِجُمْعٍ شَهِيدَةٌ* ‏‏
http://www.sunnah.com/nasai/21/29
-----------
Rasool-Allah Sallallahu Alalihi Wasallam ne farmaya Allah ki raah mein qatl hone ke alawa shahadat 7 qism ki hoti hai
*jo shakhs taoon (plague) mein mar jaye wo shaheed hai,*
*jo shakhs pet ke marj se mar jaye wo shaheed hai,*
*jo shakhs paani mein doob kar mar jaye wo shaheed hai,*

*jo shakhs kisi imaarat mein dab kar mar jaye wo shaheed hai,*
*jo shakhs  zaat al-janab (ek tarah ki lungs ki beemari) mein mar jaye wo shaheed hai,*
*jo shakhs aag mein jal kar mar jaye wo shaheed hai,*
*jo aurat bachche ki wiladat ke waqt mar jaye wo shaheed hai,*
-----------
The Messenger of Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam said: "Martyrdom is of seven types besides *being killed for the sake of Allah.*
*The one who dies of the plague is a martyr; The one who dies of the Abdominal disease is a martyr;the one who is crushed by a falling building is a martyr; the one who dies of pleurisy is a martyr; the one who is burned to death is a martyr, and the woman who dies in pregnancy is a martyr."*
📚Sunan nasaii, Book 21, Hadith 1847

No comments :

Post a Comment