Bismillahirrahamanirrahim
*🌺Hadith : 📚*
🌺 حَدَّثَنَا سُوَيْدُ بْنُ نَصْرٍ، أَخْبَرَنَا عَبْدُ اللَّهِ بْنُ الْمُبَارَكِ، أَخْبَرَنَا سُلَيْمَانُ التَّيْمِيُّ، عَنْ أَسْلَمَ الْعِجْلِيِّ، عَنْ بِشْرِ بْنِ شَغَافٍ، عَنْ عَبْدِ اللَّهِ بْنِ عَمْرِو بْنِ الْعَاصِ، قَالَ: جَاءَ أَعْرَابِيٌّ إِلَى النَّبِيِّ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ قَالَ: مَا الصُّورُ ؟ قَالَ: قَرْنٌ يُنْفَخُ فِيهِ ، قَالَ أَبُو عِيسَى: هَذَا حَدِيثٌ حَسَنٌ، وَقَدْ رَوَى غَيْرُ وَاحِدٍ عَنْ سُلَيْمَانَ التَّيْمِيِّ، وَلَا نَعْرِفُهُ إِلَّا مِنْ حَدِيثِهِ
.
🌺 عبداللہ بن عمرو بن عاص رضی الله عنہ کہتے ہیں کہ
ایک اعرابی ( دیہاتی ) نے نبی اکرم صلی اللہ علیہ وسلم کی خدمت میں آ کر عرض کیا: «صور» کیا چیز ہے؟ آپ نے فرمایا: ”ایک سنکھ ہے جس میں پھونک ماری جائے گی“۔
امام ترمذی کہتے ہیں: ۱- یہ حدیث حسن ہے، ۲- کئی لوگوں نے سلیمان تیمی سے اس حدیث کی روایت کی ہے، اسے ہم صرف سلیمان تیمی کی روایت سے جانتے ہیں۔
🌺 Anas razi yallahu Anhu se riwayat hai ke : Nabi Akram Sallahu Alaihi wa Sallam ne farmaya ibne Adam ko Qiyamat ke roz bhed ke bache ki shakal mein Allah tabarak wa Taala ke huzoor pesh kiya jayega Allah Taala us se puchey ga main tujhe maal wo asbaab se nawaz de aur tujh par inaam kiya us mein tu ne kya amal kiya .wo kahega aye mere Rabb maine bahoot saara maal jama kiya aur usey badaya aur duniya mein usey pahele se jyada hi chod kar aya so mujhe duniya mein dubara bhej taake main un sab ko le ayun Allha Taala farmayega Jo kuch tune amal khair kiya hai usey dikha wo kahe ga aye mere Rabb Maine bahoot saara maal jama kiya usey badhaya aur duniya mein pahele se jyada hi chod kar aya mujhe dubaara bhej take main usey le ayun ye is bande ka haal hoga Jo jis ne khair aur bhalayi ki rah mein koi maal kharch nahi kiya hoga chunanchey usey Allah ke hukm ke mutabik jahannum mein daal diya jaye ga Imaame aTirmizi kahete hai ::is hadees ki riwayat kai logaun ne hasan basree se ki hai aur kaha hai ke ye unka qaul hai usey marfu nahi kiya 2-ismail bin Muslim jayeef hai unke hifz ke taaluk se kalaam kiya gaya hai 3 is baab mein ab huraira aur Abu sayeed qhudree razi yallahu anhum se bhi ahadees ayi hai.
🌺 Anas narrated that the Prophet (s.a.w)said: The son of Adam will be brought on the Day of Judgement as if he is a goat kid to be stood before Allah, Most High. Allah will say to him: 'I gave to you, I granted you, and I bestowed favors upon you. So what did you do?' So he says: 'I collected it, increased it, and left it as more than what it was. So return me and I shall give it all to You.' So He will say to him: 'Show me what you have prepared.'So he says: 'My Lord! I collected it, increased it and left it more than it was, So return me and I shall give it all to You.' So when the servant does not present any good he will be entered into the Fire.
*Jam e Tirmazi Hadees # 2430*📚
www.theislam360.com
No comments :
Post a Comment