11/05/2017

SHAB-E-BARAAT Manana Sunnat ya Biddat?

Rasoolullah (Sallallahu A'laihi WaSallam) ne farmaya:

*"15 Shaban ke Raat Allah apne MAKHLUQ ko RAHMAT ki nazar se dekhta hai aur saare Insaano ki magfirat kar deta hai siway Mushrik (Mushrik me Kafir bhi Shamil hote hai) aur Dilo me keena-kapat rakhne walon ke".*

📘( Ibn Ma’aja Silsila Saheeh 1652)

*Ye Hadees ZAEEF hai Al-Zawaa’id ne kaha ke iski SANAD ZAEEF hai kyunke isme "Abdullah ibn Lahee’ah" ye Zaeef Raawi hai aur "Al-Waleed ibn Muslim" ye Mudallis raawi hai.*

Is Hadees se ham 15 Shaban ki Fazilat nahi le sakte kyunke ZAEEF se Shariyat ka koi bhi masla hal nahi kiya ja sakta.

Jab 15 Shaban ke raat ke bareme "Imam Abdullah bin Mubarak" ko puchha gaya to unone kaha ke ye ZAEEF hai. Unone aage aur kaha ke *Allah to har raat ke aakhri hisse me Asmane Duniya par aata hai. (Sahih Muslim)*

❎ *Iska matlab ye huwa ke 15 Shaban ke Raat ki FAZILAT ke bareme koi SAHIH HADEES maujud nahi hai.*

Is bareme aap jin jin ko post bheja hai sabko bataye.

*Zyada malumaat ke liye is par jaaeeye:*

https://islamqa.info/en/49678

No comments :

Post a Comment