13/07/2017

Sawal aur Jawab

Assalamalaikum...mere kuch sawal hai.Plz answer dejeye ga...     

1)kuch log allah k names rakh lety hai  jaise ki noor, haleem, salaam, rauf,aleem... mujy to sahi nhi lagta,aisa nam rakh lena jo allah ka naam hai....agar abdul raheem abdullah abdul rehman.  Aisa naam rakhna to sahi hai..lekin direct name kyu rakhty???...                   
  2)mujy kuch ayaat aur hadees chaheye.jo rishtedaari tood dety hai un per..
Aur ek baat...maine suna hai ki allah tala ka ek naam hai ALI....plz wazahat kijeye kya ye sahi hai?

Answer::
وعليكم السلام ورحمة اللة وبركاته
Allah swt ke 99 names wo Allah swt ki sifat bayan karte hai..
Aur ye sifat kisi bhi shay mein nahi
Allah ﷻ ke naam rakhna sabse afzal hai par uske saath Abdul lagana lazim hai..
Abd ka meaning hai banda
AbdulRaheem Eg:-
Means Raheem ka banda..
Isliye humein Allah swt ke namon ke sath Abdul lagana infact pukarna bhi lazim hai.. Abdul Aziz, AbdurRasheed..

Allah ﷻ ka 99naam me se ek naam Al Aliyy hai..
Ali nah
"Al-`Aliyy" is one of Allah's Attributes, and it is derived from uluww, height, sublimity, or loftiness versus lowliness.

The height referred to here is that of status. Al-`Aliyy is high, so high that He can never be conceived or visualized. Minds are at a loss regarding His Greatness; intellects are incapable of conceiving His perfection. According to Al-Mufradat, one who is `aliyy is a prominent person, a man of distinction.

1 comment :

  1. Assalamalaikum mere bete ka Nam Mohammad Arham Khan h
    Arham k mayne raham krne wala h y Allah ki shifat m se h to kya Nam badalna cahie?

    ReplyDelete