Bismillahirrahamanirrahim
*Al Quran : Munafiq mard aur munafiq aurtein ek dusre ke hum jins hain (yani ek jaise hain) wo burey kaam karne ko kahte hain aur neik kaamo se mana karte hain aur (kharch karne se) haath band kiye rahte hain , unhone Allah ko bhula diya to Allah ne unko bhula diya beshak munafiq nafarman hain
#Surah At-tawba (9) , 67
*Soban Radi Allahu Anhu se rivayat hai Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya khula (talaq) lene wali aurtein munafiq hain .Jo aurtein apne shohar se bina kisi wajah se khula (talaq) leti hain wo jannat ki khushbu bhi nahi paa sakegi
*Jamia Tirmizi, Jild 1 , #1188, 1189-Sahih*
----------------------------------------------
حَدَّثَنَا عَلِيُّ بْنُ حُجْرٍ، حَدَّثَنَا إِسْمَاعِيل بْنُ جَعْفَرٍ، عَنْ الْعَلَاءِ بْنِ عَبْدِ الرَّحْمَنِ، أَنَّهُ دَخَلَ عَلَى أَنَسِ بْنِ مَالِكٍ فِي دَارِهِ بِالْبَصْرَةِ حِينَ انْصَرَفَ مِنَ الظُّهْرِ وَدَارُهُ بِجَنْبِ الْمَسْجِدِ، فَقَالَ: قُومُوا فَصَلُّوا الْعَصْرَ، قَالَ: فَقُمْنَا فَصَلَّيْنَا، فَلَمَّا انْصَرَفْنَا، قَالَ: سَمِعْتُ رَسُولَ اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ يَقُولُ: تِلْكَ صَلَاةُ الْمُنَافِقِ يَجْلِسُ يَرْقُبُ الشَّمْسَ حَتَّى إِذَا كَانَتْ بَيْنَ قَرْنَيِ الشَّيْطَانِ، قَامَ فَنَقَرَ أَرْبَعًا لَا يَذْكُرُ اللَّهَ فِيهَا إِلَّا قَلِيلًا . قَالَ أَبُو عِيسَى: هَذَا حَسَنٌ صَحِيحٌ.
----------------------------------------------
Woh basrah mein jis waqt Zahar parh kar lautay to woh ans ban maalik razi allah anho ke paas un ke ghar aaye, un ka ghar masjid ke baghal hi mein tha. ans ban maalik ne kaha : utho chalo asar parho, to hum ne uth kar namaz parhi, jab parh chuke to unhon ne kaha ke mein ne RasoolAllah sale allah alaihi wasallam ko farmatay suna hai : yeh munafiq ki namaz hai ke betha Sooraj ko daikhta rahay, yahan tak ke jab woh shetan ki dono seengon ke darmiyan aa jaye to utthay aur chaar thongain maar le, aur un mein Allah ko thora hi yaad kere “. imam tirmizi kehte hain : yeh hadees husn sahih hai .
----------------------------------------------
وہ بصرہ میں جس وقت ظہر پڑھ کر لوٹے تو وہ انس بن مالک رضی الله عنہ کے پاس ان کے گھر آئے، ان کا گھر مسجد کے بغل ہی میں تھا۔ انس بن مالک نے کہا: اٹھو چلو عصر پڑھو، تو ہم نے اٹھ کر نماز پڑھی، جب پڑھ چکے تو انہوں نے کہا کہ میں نے رسول اللہ صلی الله علیہ وسلم کو فرماتے سنا ہے: ”یہ منافق کی نماز ہے کہ بیٹھا سورج کو دیکھتا رہے، یہاں تک کہ جب وہ شیطان کی دونوں سینگوں کے درمیان آ جائے تو اٹھے اور چار ٹھونگیں مار لے، اور ان میں اللہ کو تھوڑا ہی یاد کرے“۔
امام ترمذی کہتے ہیں:
یہ حدیث حسن صحیح ہے۔
-------------------------------------------------
*Sahih Hadees*
*Jam e Tirmazi Hadees # 160*
No comments :
Post a Comment