❌💒🌲❌💒🌲❌💒🌲❌
_🌸 *فَإِنَّ خَيْرَ الْحَدِيثِ كِتَابُ اللَّهِ وَخَيْرُ الْهُدَى هُدَى مُحَمَّدٍ ﷺ*_
_💠 *"Merry christmas in kalmaat se bachen khaas kar is'ko wish karne se roken is'ka matlab hai ke ALLAH-Ta'ala ne beta janã(paida kiya) ❗ *(Nauzubillah)*_
_🚫 *Isãiyon ka aqeedah ye hai k Isa Alaihi salam nauzbillah Allah-ta'ala ke bete hain jis din Isãyi log Îsa Alaihi salam ki khushi ka din Manaate hain matlab uss din ye bhi maante hain ke Allah-taala Kã iss din beta huvã thã* *(NauzuBillah min zalik).*_
_👉🏽to "jab ham kisi ko is tehwar ki mubarakbaad dete hain ya un'kè khushi mein shareek hote hain tou is'ka matlab ye huva ke ham iss cheez par agree ho jaate hain ke Allah ne bètã janã aur Isa Alaihi salam Allah ke bete hain" *(nauzubillah)*_
_⛔ *25 december ko kuffar ka sath dene walon, unko mubarak-baad dene wãlon, un'ki khushiyon me rang daalnay wãlon❗*_
*_zara ek dafa apne Rabb ki ayaat ko tou padh lo, aur Allah ki qasam tum is'ko padh kar bhi nahi samajte tou Allah se hidaayat ki bheek mango_*
_*🔘 Allah-ta'ala Qur'an e Paak me farmãtã hai*❗_
*بِسْمِ اللَّـهِ الرَّحْمَـٰنِ الرَّحِيمِ*
*قُلْ هُوَ اللَّـهُ أَحَدٌ ﴿١﴾ اللَّـهُ الصَّمَدُ ﴿٢﴾ لَمْ يَلِدْ وَلَمْ يُولَدْ ﴿٣﴾وَلَمْ يَكُن لَّهُ كُفُوًا أَحَدٌ ﴿٤﴾*
*Tarjuma :*
_🔹Kah den ke Wo Allah èk hai--(1)._
_🔹Allah Bè-Niyãz hai--(2)._
_🔹Na Isse koi Paidã huvã na Wo kisi sè Paidã huvã--(3)._
_🔹Aur Na koi Is'kã hamsar hai--(4)._
_*📖Surah ikhlaas, 112*_
_*❌👉🏿 :- 25th december ko Rabb e kaynat ki shaan me azeem gustaakhi ki jaati hai, Christmas manaane walon, aur mananae walon ko mubarak-baad kehne wale goya ye tasleem kar rahe hain ke Allah ki bhi biwi aur beta hai ( Nauzubillah min zãlik ).*_
_*Aisi badi gustaakhi par Aasman phatt jaye, Zameen shaqq ho jaaye aur pahad rèzah-rèzah ho jaaye tou bhi taajjub ki baat nahi, yeh baat Qur'an me Allah wahdahu lashreek Ne in alfaaz me bayan kiya hai❗ :*_
▪وَ قَالُوا اتَّخَذَ الرَّحۡمٰنُ وَلَدًا
🍃 *_In'kã qaul tou ye hai ke Allah-Rahèmãn ne bhi aulaad ikhtiyar ki hai_*(88).
▪لَقَدۡ جِئۡتُمۡ شَیۡئًا اِدًّا
🍂 *_yaqeenan tum bahot buri aur bhaari cheez laaye ho_*(89).
▪تَکَادُ السَّمٰوٰتُ یَتَفَطَّرۡنَ مِنۡہُ وَ تَنۡشَقُّ الۡاَرۡضُ وَ تَخِرُّ الۡجِبَالُ ہَدًّا
🍃 *_Qareeb hai ke is qaul ki wajah se Aasmãn phatt jaaye aur Zameen shaqq ho jaaye aur pahad rèzah-rèzah ho jaayen_*(90).
▪اَنۡ دَعَوۡا لِلرَّحۡمٰنِ وَلَدًا
🍂 *_Ke vo Rahèmãn ki aulaad saabit karne baithè_*(91).
▪وَ مَا یَنۡۢبَغِیۡ لِلرَّحۡمٰنِ اَنۡ یَّتَّخِذَ وَلَدًا
🍃 _*Shaan e Raheman ke Laayèq nahi ke Wo aulaad rakhe*_(92).
▪اِنۡ کُلُّ مَنۡ فِی السَّمٰوٰتِ وَ الۡاَرۡضِ اِلَّاۤ اٰتِی الرَّحۡمٰنِ عَبۡدًا
🍂 *_Aasman o Zameen me jo bhi hai sab ke sab Allah ke ghulãm ban-kar hee ãnè wãlè hain_*(93)
*📖 Surah Maryam: 88 - 93*
_*Allah Taala se du'ã hai k aise Shirkiya va Kufriya Kalmat se Hume bachne ki Taufeeq de....Aameen*_
No comments :
Post a Comment