📝 *آسان نیکیا*📝
*Aasan Neki Kisi ko mehnat karne ki zaroorat nahi aasan Nekiya se apne aamal Naama bharlene ki koshish kare neki ki kisi choti si baat ko Haqeer na samjho.*
*Muskurana bhi tumhare liye Sadaqa hai*
*الحمد لله* Asaan Nekiya Choti choti nekiyo ko Quran aur Hadees Hadees k saath Is group daily post Kiya jayega..
*ان شاء اللہ*
💦 *Mafhoom Hăďěět*💦
🌾🍂Abu zarرضی الله عنہ kehte hai k Rasoolullaah ﷺ Ne Farmaya:
"Apne Bhai Ke Saamne Tumhara *Muskurana* Tumhare Liye Sadqa Hai
´ابوذر رضی الله عنہ کہتے ہیں کہ` رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: ”اپنے بھائی کے سامنے تمہارا *مسکرانا* تمہارے لیے صدقہ ہے،
*📚Jame Tirmazi Hadees # 1956*
*جزاك الله خيرا کثيرا في الدنيا والخرة .بارك الله في علمك وعملك اللهم امين*
👉 *Please share with your family's & friends*
No comments :
Post a Comment