*Bismillahirrahmannirrahim*
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya kya Allah Subhanahu ne tumhare liye aisi cheez nahi banai jis se tum sadqa kar sako? Beshak har dafaa SubhanAllah kahna sadqa hain, har dafaa Allahu Akbar kahna sadqa hain har dafaa Alhumdullilah kahna sadqa hain, har dafaa Laa ilaha illAllah kehna sadqa hain..
-----
*سُبحـان اَللّه*
*الحَمدُ لِلّه*
*لَا إِلَهَ إِلا اَللّه*
*اللّهُ أَكبَر*
--------
*SubhanAllah*
*Alhamdulillah*
*Lailaha illAllah*
*AllahuAkbar*
---------
*Allah ki zaat paak hain*
*Tamam tarifein Allah ke liye hain*
*Allah ke siwa koi ibadat ke layaq nahi*
*Allah sabse bada hain*
---------
*Glory be to Allah*
*Praise be to Allah*
*There is no God except Allah*
*Allah is the Greatest*
---------
آپ ﷺ نے فرمایا : کیا اللہ تعالیٰ نے تمھارے لئے ایسی چیز نہیں بنائی جس سے تم صدقہ کرسکو؟بے شک ہر دفعہ سبحان اللہ کہنا صدقہ ہے ، ہر دفعہ اللہ اکبر کہنا صدقہ ہے ۔ ہر دفعہ الحمد للہ کہنا صدقہ ہے ، ہردفعہ لا الٰہ الا اللہ کہنا صدقہ ہے
-----
Rasool-Allah Sallallahu Alahi wasallam said: Has Allah not prescribed for you (a course) by following which you can (also) do sadaqa? In every declaration of the glorification of Allah (i. e. saying Subhan Allah) there is a Sadaqa, and every Takbir (i. e. saying Allah-O-Akbar) is a sadaqa, and every praise of His (saying al-Hamdu Lillah) is a Sadaqa and every declaration that He is One (La illha ill-Allah) is a sadaqa
*Sahih Muslim#2329*
https://youtube.com/shorts/6ttT1vDSm0Y?feature=share
No comments :
Post a Comment