*Bismillahirrahmannirrahim*
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya zindagi ke chaar amal Maut ke baad bhi jari rehte hain wo shakhs jis ki Naik Aulaad hain aur wo is ke liye dua karti hain, unki duayen is tak pouncha di jati hain wo shakhs jis ne sadqa jariya kiya, iske liye is ke baqi rehne tak ajar chalta rahega. wo shakhs jis ne ilm shikhaya jis par is ke marne ke baad bhi Amal kiya jata raha, iske liye bhi itna he ajar hoga jitna ajar amal karne wale ke liye hain is ke ajar mein se kuch bhi kum nahi hoga, aur wo shakhs jo pehra dete huwe faut hogaya qayamat tak is ka ajar jari rahega
------
Salman RadiAllahu Anhu said I heard the Messenger of Allah Sallallahu Alaihi wasallam say: The four acts of life continue even after death. The person who has good children and prays for them, their prayers are conveyed to him. The person who issued the charity will continue to be rewarded for the rest of his life. The person who taught knowledge and continued to practice it even after his death will have the same reward as for the doer. None of his reward will be less, and the one who died while guarding. His reward will continue till the Day of Resurrection
-----
سلمان رضی اللہ عنہ كہتے ہیں كہ میں نے رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم کو فرماتے ہوئے سنا کہ: زندگی كے چار عمل موت كے بعد بھی جاری رہتے ہیں۔ وہ شخص جس كی نیك اولاد ہے اور وہ اس كے لئے دعا كرتی ہے، ان كی دعائیں اس تك پہنچا دی جاتی ہیں۔ وہ شخص جس نے صدقہ جاریہ كیا، اس كے لئے اس كے باقی رہنے تك اجر چلتا رہے گا۔وہ شخص جس نے علم سكھایا جس پر اس كے مرنے كے بعد بھی عمل كیا جاتا رہا، اس كے لئے بھی اتنا ہی اجر ہوگا جتنا اجر عمل كرنے والے كے لئے ہے۔ اس كے اجر میں سے كچھ بھی كم نہ ہوگا، اور وہ شخص جو پہرہ دیتے ہوئے فوت ہو گیا۔ قیامت تك اس كا اجر جاری رہے گا
-----
*Al-Silsila-tus-Sahiha#3234*
https://pin.it/33mEOVe
https://youtube.com/channel/UCU2nOLxH61z8na1INbcK0Pg
No comments :
Post a Comment