21/01/2016

DURUD SHARIF KI FAZEELAT

             ๐Ÿ”ทHADEES๐Ÿ”ท


๐ŸŒบHazrat Anas bin malik Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki

 "Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam "ne farmaya,

๐Ÿ‘‰Jo shaksh mujh par Ek martaba Durud bhejega to

"Allah subhanahu watala " us par

๐Ÿ‘‰10 martaba rahmat " bhejega .

๐Ÿ‘‰Aur 10 gunaah maaf hongey .

๐Ÿ‘‰ Aur 10 darjaat buland hongey.

๐Ÿ“•Sunan An Nasaii, Vol1, No. 1300 ๐Ÿ“•

________________________________________________


๐Ÿ’ฆAbu Humaid As-Sa'idi Radiallahu anhu se rivayat hai ki logo ne pucha.

"Ya "Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam" hum Aap par kis tarah Durud bheja karein

"Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam" ne farmaya.

            ๐Ÿ‘‰ Kaho๐Ÿ‘‡

๐Ÿ’งุงู„ู„ู€ู€ู€ู€ู€ู€ู€ู€ู‡ู… ุตู„ ุนู„ู‰ ู…ุญู…ุฏ ูˆุนู„ู‰ ุขู„ ู…ุญู…ุฏ  ูƒู…ุง ุตู„ูŠุช ุนู„ู‰ ุฅุจุฑุงู‡ูŠู… ูˆุนู„ู‰ ุขู„ ุฅุจุฑุงู‡ูŠู…  ุฅู†ูƒ ุญู…ูŠุฏ ู…ุฌูŠุฏ

๐Ÿ’ง  .ุงู„ู„ู€ู€ู€ู€ู€ู€ู€ู‡ู… ุจุงุฑูƒ ุนู„ู‰ ู…ุญู…ุฏ ูˆุนู„ู‰ ุขู„ ู…ุญู…ุฏ  ูƒู…ุง ุจุงุฑูƒุช ุนู„ู‰ ุฅุจุฑุงู‡ูŠู… ูˆุนู„ู‰ ุขู„ ุฅุจุฑุงู‡ูŠู… ุฅู†ูƒ ุญู…ูŠุฏ ู…ุฌูŠุฏ

๐Ÿ’งAllahumma salli ala muhammad wa ala'aali muhammad kamaa sallaita ala ibrahima wa ala'aali ibrahima innaka hamidum majid.

๐Ÿ’งAllahumma baarik ala muhammad wa ala'aali muhammad kamaa baarakta ala ibrahima wa ala'aali ibrahima innaka hamidum majid.

๐Ÿ“•Sahih Bukhari,  3369๐Ÿ“•

         ๐Ÿ”นTranslation๐Ÿ”น

๐Ÿ™ŒYa Allah Rahmat nazil farma "Mohammad (Sallallaahu Alayhi Wasallam)" par

Aur Aal-e-"Muhammad (Sallallaahu Alayhi Wasallam)" par,

 Jaise tu ne Rahmat nazil farmaaiyee hain.

" Ibrahim Alaih salaam" par

aur Aulad e "Ibrahim Alaih salaam" par...

Beshak Tu bade Rehmat Wala

 Aur Badi Buzoorgi Wala hai

๐Ÿ™Œ  Ya Allah barkaat nazil farma,
 "Mohammad(Sallallaahu Alayhi Wasallam)" par

 Aur Aal-e-"Muhammad (Sallallaahu Alayhi Wasallam)" par,

Jaise tu ne barkaat nazil farmaaiyee hain,

 "Ibrahim Alaih salaam" par aur Aulaad e "Ibrahim Alaih salaam" par...

Beshak Tu bade Rehmat Wala aur Badi Buzoorgi Wala hai.

๐Ÿ“•Sahih Bukhari, 3369๐Ÿ“•

๐Ÿ’•๐Ÿ”น๐Ÿ’•๐Ÿ”น๐Ÿ’•๐Ÿ”น๐Ÿ’•๐Ÿ”น๐Ÿ’•๐Ÿ”น

No comments :

Post a Comment