21/01/2016

JANNAT AUR DOZAK

Bismillah- rrahman-nirrahim

                              
Hazrat Ali Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Nabee Kareem Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya.

 Tum mein se koi shaksh aisa nahi hai jiska jannat ya Dozakh ka thikana tay nahi ho chuka ho,

Sahaba ne arz kiya ki phir kyun na hum usi par bharosa kar le,

RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya.

Amal kartey raho kyunki har shaksh jis thikaney ke liye paida kiya gaya hai usko waisee hi taufiq di jayegi .

Sahih Bukhari, Vol7, 6217


Anas bin malik Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya.

 Jo shaksh ALLAH se 3 martaba jannat maangta hai to jannat kahti hai ki ๐Ÿ‘‡

YA ALLAH isko jannat mein dakhil farma.

Aur jo shaks 3 martaba dozakh ki aag se panah maangta hai to dozakh ki aag kahti hai

 YA ALLAH isko dozakh ki aag se mehfooz farma

Sunan Nasaii, Vol 3, 1822 –Sahih๐Ÿ“š

Dua :

ุงู„ู„َّู‡ُู…َّ ุงِู†ِّูŠ ุงَุณْุฆَู„ُูƒَ ุงู„ุฌَู†َّุฉَุงู„ْูِุฑุฏَูˆْุณ.

Allahumma inni as-aluka  al Jannat-al-firdaus.


ุงู„َْู„ู‡ُู…َّ ุฃَุฌِِุฑْู†َุง ู…ِู†َ ุงู„ู†َّุงุฑ.

Allahumma Ajirna Minan-Naar .


  -English Translation


Narrated 'Ali Radi Allahu Anhu : Allah's Apostle Sallallahu Alaihi wasallam said ,

"There is none amongst you but has been assigned a place (either) in Paradise and (or) in the Hell-Fire." The people said (to him),"Should we not depend upon it?"
 He said: carry on doing (good) deeds, for everybody will find easy such deeds as will lead him to his destined place.

Sahih Bukhari, Vol 8, Book 73, No.236


It was narrated that Anas bin Malik Radi Allahu Anhu said ,

The Messenger of Allah Sallallahu Alaihi Wasallam said:

Whoever asks Allah for Paradise three times, Paradise will say,

  O Allah, admit him to Paradise of Firdaus.

   Dua:

ุงู„ู„َّู‡ُู…َّ ุงِู†ِّูŠ ุงَุณْุฆَู„ُูƒَ ุงู„ุฌَู†َّุฉَุงู„ْูِุฑุฏَูˆْุณ

Allahumma inni As'aluka al-Jannat-al-firdaus.

O Allah, admit him to Paradise.
         ______________

 And whoever seeks protection from Hell-fire
 three times, Hell-fire๐Ÿ”ฅ will say:

 O Allah, protect him from the Hell-Fire ๐Ÿ”ฅ

Dua:

ุงู„َْู„ู‡ُู…َّ ุฃَุฌِِุฑْู†َุง ู…ِู†َ ุงู„ู†َّุงุฑ

Allahumma Ajirna Minan-Naar.

Sunan Nasaii, Book 50, 5523-Sahih.

 ALLAHUMMA AJIRNA MINANNAR
ALLAHUMMA AJIRNA MINANNAR
ALLAHUMMA AJIRNA MINANNAR

Allah Ta'ala hum sabko JAHANNAM ki aag se bachaaye
Aur JANNATUL FIRDOUS mein jaane wale banaye

       Aameen

No comments :

Post a Comment