بِسْمِ اللَّـهِ الرَّحْمَـٰنِ الرَّحِيمِ
>Hasan bin Ali Radi Allahu Anhuma ne farmaya ki
Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne humko kuch kalimat sikhaye
Jinhe hum Witr ke Qunoot mein padhte hain
اللَّهُمَّ اهْدِنِي فِيمَنْ هَدَيْتَ
وَعَافِنِي فِيمَنْ عَافَيْتَ
وَتَوَلَّنِي فِيمَنْ تَوَلَّيْتَ
وَبَارِكْ لِي فِيمَا أَعْطَيْتَ
وَقِنِي شَرَّ مَا قَضَيْتَ
إِنَّكَ تَقْضِي وَلاَ يُقْضَى عَلَيْكَ
وَإِنَّهُ لاَ يَذِلُّ مَنْ وَالَيْتَ
وَلاَ يَعِزُّ مَنْ عَادَيْتَ
تَبَارَكْتَ رَبَّنَا وَتَعَالَيْتَ
>Allahumma ahdini fiman hadait,
wa Aafini fiman Aafait,
wa tawallani fiman tawallait,
wa barikli fima Aatait,
wa qina sharra ma qadait,
innaka taqdi wa la yuqda alaik.
wa Innahu la yadhillu man walait wa la ya'izzu man aadait ,
Tabarakta Rabbana wa taalait
(Dua In Roman English )
Aye ALLAH mujhe un logo ke saath hidayat de jinhe tune hidayat bakhshi
Aur meri un logo ke saath nigehbani farma jinko tune nigehbani ata ki
Aur mujhe un logo ke saath apni dosti ata farma jinko tune apni dosti ata ki
Aur jo kuch tune ata kiya hai usmein barkat ata farma
Aur us burayee se mujhe mehfooz rakh jiska tune faisla kiya hai
Kyunki tu hi faisla karne wala hai aur tere faisle ke upar koi faisla nahi kar sakta
Aur wo kabhi zaleel nahi ho sakta jiske saath tu dosti kar le
Aur wo kabhi beezzat nahi ho sakta jiski tu himayat kar le
Eh hamare RAB , tu bada barkat wala hai aur azeem hai
Sunan Abu Dawud Vol 1, 1412-Sahih,Sunan Nasaii Vol. 1, 1748-Sahih
Sunan ibn Majah, Vol. 1, 1178-Sahih

No comments :
Post a Comment