بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَنِ الرَّحِيم
AB JO LOG LIBAS SAMET TE HAI PANT FOLD KARNA AASTIN CHADANA UNKI NAMAZ KA SHARIAT ME HUKM KYUNKI NAMAZ KA SHARIAT ME HUKM KYA ?
Hadees: "Hazrat Abdullah ibn Abbas رَضِیَ اللهُ عَنْهُ Se rivayat Hai Nabi e Rehmat صلى الله عليه و آله وسلم ne farmaya “Hume Hukm Huwa k 07 haddiyo Pe Sazda Karu aur Kapdo Ko Na Sametu aur Baalo Se Na kehlu”
(Sahih Bukhari, Vol : 01, Kitab no 10, Hadees 810)
(Sahih Muslim, Vol : 01, Kitab No 04, Hadees 490)
Hadees: "Hazrat Abdullah ibn Abbas رَضِیَ اللهُ عَنْهُ Se rivayat Hai Nabi e Rehmat صلى الله عليه و آله وسلم ne farmaya “Hume Hukm Huwa k 07 haddiyo Pe Sazda Karu aur Kapdo Ko Na Sametu aur Baalo Se Na kehlu Dauran e Namaz Me, Wo Hissa Hai 02 Haath, 02 Pair, 2 Ghutne, 1 Naak aur Peshani”
(Sahih Bukhari, Vol : 01, Hadees 809)
(Sahih Muslim, Vol 01, Kitab No 04, Hadees 490)
ALLAH Ta'ala ne Apne Mehboob صلى الله عليه و آله وسلم ko 03 chizo ka Hukum diya aur Taqeed ki baar baar k aap in 3 chizon per sakhti per amal kare Wo ye hai.
1. Namaz ki Halaat Me Apne Baalo Se Naa Khelo,
2. Jab Sazda Karo To 07 Chizon (parts) Par Sazda karo.
2 Haath
2 Pair
2 Ghutne
1 Naak aur peshani (indono ko ek hi me shumar kiya gaya)
3. Namaz padhne ko kapdo sameto
Toh jab aap kapde fold karte ho yaani aap kapde Samatte ho toh aapki Namaz na hui balke aapko Namaz dauhraani hai Namaz Makrooh e Tehrimi hai Namaz Dohrana Padega. "Ibn Al Mundhir riwayat karte hai ki jo aisa karta hai to use apni Namaz dohrani chahye aur unhone ye raae Imam Hasan Al Basri se riwayat ki hai.
(Imam Ibn Hajar Al Haythami Tuhfat al-Minhaaj, Vol : 02 ,Pg :161-162)

No comments :
Post a Comment