Jahannum k Darjaat
Jahannum k alag alag Darjaat hain. Sab se nichle darje me shadeed tareen azaab Hoga aur oopar wale darje me sab se kamtar darje ka azaab Hoga.
* Yaqeenan Munafiq jahannum k sab se nichle darje honge. Aur tum kisi Ko unka madadgar na paoge. (Surah Nisaa_ A. 145)
Jahannum k Darjaat muqtalif gunahon k mutabiq muqtalif azaabon k liye maqsoos hogi.. wallahu aalam..
🔥Jahannum ka pehla darja Al'jaheem hai.. yani bhadakti huwi Aag ka gad'ha..
👉🏻 Jisne sarkashi iqtiyar ki, aur duniya ki zindagi ko tarjeeh di uska thikana bhadakti huwi Aag ka gad'ha Hoga. (Surah Naziyaat_ A. 37---39)
🔥 Jahannum ka doosra darja Al'hutamah hai. Yani chakna'choor kar Dene wala..
👉🏻Hargis nahi... Wo saqs chakna'choor kar Dene wali jaga me phenk diya jayega aur tum kya jano wo chakna'choor kar Dene wali jaga kaisi hai? Allah ki Aag hai khoob bhadakti huwi..
(Surah humazah_ A.4--6)
🔥 Jahannum ka teesra darja Haawiyatu hai.. yani gehri khaai..
👉🏻Aur jinke meezan halke honge unki jaga gehri khaai hogi aur tumhe kya malum wo gehri khaai kya hai? Bhadakti huwi Aag hai..
(Surah Qaariyah_ A.8---11)
✏ To be continue..

No comments :
Post a Comment