Hadees
Bismillahirrahamanirrahim
Ash-Shu`bi Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Hazrat Abdullah bin umar Radi Allahu Anhuma jab bhi hazrat Jafar Radi Allahu Anh ko salam karte to unse ye kahte ki As salamu alaika Ya ibn Zu-l-Janahain yani eh do paro (pankh) wale buzurg ke sahebzade.
-----------------------
*Sahih Bukhari, Vol 5, 3709*
No comments :
Post a Comment