Bismillahirrahamanirrahim
_*Aaftab(Sun) ka Maghrib ki taraf se tuloo (rise)hona & Har Nabi ne apni Ummat ko Dajjal se darana h & Dajjal ke tabedar & Dajjal ka khauff aur roab madina mai dakhil nahi hoga*
Hazrat Abuzar raziallahu anhu farmate h k ek din Jab ke aaftab ghroob( dusk) ho raha tha rasoole khuda sallalahu alaihi wassalm mujh se farmane lagae " Jante ho yeh aaftab kaha Jata h ?? Mae nae arz kia ; ALLAH aur uske rasool hi behtr jante h ...Aap nae Irshad farmya " Yeh aaftab jata h yaha tak k arsh kae neechae pohach kr sajda krta h phr tuloo hone ki ijazat mangta h , to ijazat de jati h aur yaad rakho!! Wo waqt jald hi aane wala h , Jab aaftab ( apne mamool kae mutabiq ) sajda krega , laikn uska sajda qubool nahi hoga , aur ijazat chahaega laikn uss ko ijaazat nahi di jaegi aur yeh huqm dya jaega k jis Taraf se aya h usi taraf laut Ja , chunacha wo Maghreb ki taraf se tuloo hoga , aur yahi muraad h ALlah taala kae iss qaul ki ( وَالشَّمْسُ تَجْرِي لِمُسْتَقَرٍّ لَهَا) yaani aftab apni mustaqir ki taraf chala jata h , naiz a hazrat sallahu alaihi wassalm nai aaftab kae mustaqir ki wazahat Mae Irshad farmya k aaftab ka mustaqir yaani uss kae thehrne ki jagah arsh kae neechae h ...
(BUKHARI;3199: SAHIH)
Hazrat Anas raziallahu anhu farmate h rasoole khuda sallalahu alaihi wassalm nai Irshad Farmya ESA koi nabi nahi guzra Jisne apni ummat ko chotae kanae ( yaani Dajjal) se na daraya ho aagah raho!! Dajjal kana hoga aur tumhara parwrdagr kana nahi , naiz uss( dajjal ) kae dono ankho kae darmyan( kaaf, fa ,ra)(ک, ف,ر) yaani kufr ka lafz likha hua hoga...
(BUKHARI; 7131;SAHIH)
Hazrat Anas raziallahu anhu rasoole khuda sallalahu alaihi wassalm se rewayt krte h k aap NE Irshad farmya " Isfehan kae 70 hazaar yahoodi (jews)Dajjal kae ita''at wa pairwi krengae jinke saro par 'taelsani'( khaas qism ki chadre jinko ulma aur mashikh pehente h ) hongi
(MUSLIM;2944)
(Isfahan;Isfahan is a city in central Iran, known for its Persian architecture.)
Hazrat Abu bakra raziallahu anhu se rewayt h , wo nabi Kareem sallalahu alaihi wassalm se naqal krte h Mae ke aap nae Irshad farmya maseeh Dajjal ka roab aur khauf medina munawwara Mae dakhil nahi hoga jab Dajjal ayega uss din medina kae 7 darwaze honge aur har darwaze par 2 farishte honge Jo Dajjal ko medina munawwara Mae dakhil hone se rukenge
(BUKHARI;7125)
For Better understanding see Hadees in English
Narrated Abu Dhar:
The Prophet (ﷺ) asked me at sunset, "Do you know where the sun goes (at the time of sunset)?" I replied, "Allah and His Apostle know better." He said, "It goes (i.e. travels) till it prostrates Itself underneath the Throne and takes the permission to rise again, and it is permitted and then (a time will come when) it will be about to prostrate itself but its prostration will not be accepted, and it will ask permission to go on its course but it will not be permitted, but it will be ordered to return whence it has come and so it will rise in the west. And that is the interpretation of the Statement of Allah: "And the sun Runs its fixed course For a term (decreed). that is The Decree of (Allah) The Exalted in Might, The All- Knowing." (36:38)
(Sahih al-Bukhari 3199 )
Narrated Anas:
The Prophet (ﷺ) said, "No prophet was sent but that he warned his followers against the one-eyed liar (Ad-Dajjal). Beware! He is blind in one eye, and your Lord is not so, and there will be written between his (Ad-Dajjal's) eyes (the word) Kafir (i.e., disbeliever)." (This Hadith is also quoted by Abu Huraira and Ibn `Abbas)
(Sahih al-Bukhari 7131 )
Anas b. Malik reported that Allah's Messenger (ﷺ) said:
The Dajjal would be followed by seventy thousand Jews of Isfahan wearing Persian shawls
(Sahih Muslim 2944 )
Narrated Abu Bakra:
The Prophet (ﷺ) said, "The terror caused by Al-Masih Ad-Dajjal will not enter Medina and at that time Medina will have seven gates and there will be two angels at each gate (guarding them)
(Sahih al-Bukhari 7125 )
No comments :
Post a Comment