Bismillahirrahamanirrahim
*Mafhoom-e-Hadees*
(*Fill in the blanks*)
*Hadees ko mukammal kijiye*
Rasool-Allah (ﷺ) ne farmaya Kamil wadu Karna _________hai, ___________ tarazu ko bhar deta hai __________aur________ aur Asmaan aur zameen ko ( Sawab ) se bhar dete hain aur namaz ______ hai, aur Zakat _____ hai, aur Sabr _____ hai, aur quran Hujjat ( Daleel ) hai tere haq mein bhi, aur tere khilaaf bhi“*
Options Are
A. Aadha Imaan
B. Subhan-Allah
C. Farz
D. Alhamdulillah kehne se
E. Allahu-Akbar
F. Daleel
G. Roshni
H. Noor
*I.Rabbi zidni ilma?*
_____________________
Sahi Jawab Hai
A.D,B,E,H,F,G✅
أَخْبَرَنَا عِيسَى بْنُ مُسَاوِرٍ، قَالَ: حَدَّثَنَا مُحَمَّدُ بْنُ شُعَيْبِ بْنِ شَابُورَ، عَنْ مُعَاوِيَةَ بْنِ سَلَّامٍ، عَنْ أَخِيهِ زَيْدِ بْنِ سَلَّامٍ أَنَّهُ أَخْبَرَهُ، عَنْ جَدِّهِ أَبِي سَلَّامٍ، عَنْ عَبْدِ الرَّحْمَنِ بْنِ غُنْمٍ، أَنَّ أَبَا مَالِكٍ الْأَشْعَرِيَّ حَدَّثَهُ، أَنَّ رَسُولَ اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ قَالَ: إِسْبَاغُ الْوُضُوءِ شَطْرُ الْإِيمَانِ، وَالْحَمْدُ لِلَّهِ تَمْلَأُ الْمِيزَانَ، وَالتَّسْبِيحُ وَالتَّكْبِيرُ يَمْلَأُ السَّمَوَاتِ وَالْأَرْضَ، وَالصَّلَاةُ نُورٌ، وَالزَّكَاةُ بُرْهَانٌ، وَالصَّبْرُ ضِيَاءٌ، وَالْقُرْآنُ حُجَّةٌ لَكَ أَوْ عَلَيْكَ .
----------------------------------------
Rasool-Allah (ﷺ) ne farmaya ”Kamil wadu karna aadha imaan* hai, *Alhumdulillah tarazu* ko bhar deta hai aur *Subhan-Allah* aur *Allahu-Akbar* Asmaan aur zameen ko ( Sawab ) se bhar dete hain aur *namaz Noor* hai, aur *Zakat Daleel* hai, aur *Sabr roshni* hai, aur quran Hujjat ( Daleel ) hai tere haq mein bhi, aur tere khilaaf bhi“ .
----------------------------------------
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: ”*کامل وضو کرنا *آدھا ایمان* ہے، الحمدللہ ترازو کو بھر دیتا ہے۔ اور *سبحان اللہ* اور *اللہ اکبر* آسمانوں اور زمین کو ( ثواب ) سے بھر دیتے ہیں۔ اور *نماز نور* ہے، اور *زکاۃ دلیل* ہے، اور *صبر روشنی* ہے، اور قرآن حجت ( دلیل ) ہے تیرے حق میں بھی، اور تیرے خلاف بھی“
----------------------------------------
It was narrated from 'Abdur-Rahman bin Ghanm that Abu Malik Al-Ash'ari told him that the Messenger of Allah said: *Isbagh Al-Wudu is half of faith*; *Alhamdu lillah (praise be to Allah) fills the balance;* the *Tasbih and the Takbir fill the heavens and Earth*; the *Salah is light;* the *Zakah is a sign (of sincerity)*; *patience is an illuminating torch*; and the Qur'an is proof, either for you or against you.
-----------------------------------------
#Sahih Hadees#
#Sunnan e Nisai Hadees # 2449#
No comments :
Post a Comment