27/09/2017

Islamic Quiz

Bismillahirrahamanirrahim

*Jawab ek se ziyada hai*

Sawal : Deen kiski khair khwahi ka naam hai ?

A. Allah Subhanahu ki
B. Allah ke Farishto ki
C. Allah ki kitab ki
D. Allah ke Rasool ki
F.  Qayamat ke din ki
G. Musalamno ke hakimo ki
I.  Aam Musalmano ki
J.  Qaidiyo ki
K. Musafiro  ki
L. Sahi jawab ka intezar hai

________________________'

*Sahi Jawab ACDGI* ✓✓

             *Reference*

Rasool-Allah sallalahu alaihi wasallam ne farmaya :Deen  khair khawahi ka naam hai." Humne pucha kis ki khair khawahi ?
Aap sallalahu alaihi wasallam ne farmaya Allah subhanahu ki,uski kitab ki,uske Rasool ki, musalmano ke Imamo ki aur aam musalmano ki
Sahih Muslim Jild 1, Hadith 196
--------
قَالَ رَسُولُ اللهِ  صلی اللہ علیہ وسلم
الدِّينُ النَّصِيحَةُ ‏"‏ قُلْنَا لِمَنْ قَالَ ‏"‏ لِلَّهِ وَلِكِتَابِهِ وَلِرَسُولِهِ وَلأَئِمَّةِ الْمُسْلِمِينَ وَعَامَّتِهِمْ
--------
Religion is sincerity (Al-Nasihah),  They said; "To whom, O Messenger of Allah sallalahu alaihi wasallam?" He said: "To Allah, to His Book, to His Messenger, to the leaders of the Muslims and to their generel muslim
Sahih Muslim, Book 1, Hadith 98

No comments :

Post a Comment