22/09/2017

*SHIRK- Part -1


Bismillahirrahamanirrahim

🍃 "(Aye Nabi) aap keh dijiye ke meri RAAH yahi hai, mai aur mere muttabayeen (pairokaar) Allah ki taraf bula rahe hai pure yaqeen aur Aitmad ke saath aur Allah pak hai aur mai Mushriko mai se nahi”.

📙(Surah Yousuf 12: Aayat 108)

*Shirk ki Lughwi Tareef (Dictionary Meaning):*

▪ *"Shirk"* ye ek Arabic lafz (word) jiska Urdu mai matlab hota hai *"Sharik karna/karwana", "bhagidaari karna/karwana"* aur English mai iska matlab hota hai kisi ke sath *"Partnership" karna", Associatate"* karna waghaira waghaira

▪Isliye *Arabi zuban* mai kisi bhi *Commercial ya Business "Company"* ko *"Shairikh"* kaha jata hai jis mai business ko chalane ke liye ek se zyada log milkar kam karte hai yani ek doosre ke sath partnership ya contribute ya help karte hai.

*Shirk ki Sharai Taarif :*

🖍 _In sha ALLAH, agle dars mai Shirk ki Sharai Tareef ki jayegi._

Wallahu Aalam Sawab

No comments :

Post a Comment