Bismillahirrahamanirrahim
*Mafhoom Hadith*
_Maa Aisha Radi-Allahu Anhu ne bayan kiya ke agar tum se koi ye kehta hai k Mohammad SallAllahu Taala Alayhi W Sallam ne apne Rab ko dekha to wo ghalat kehta hai ( jhoota hai ) kyo ki Allah-Taala apne bare mei khud kehta hai ke Nazre us ko dekh nahi sakti aur jo koi kehta hain ke Allah ke Nabi SallAllahu Taala Alayhi Wasallam lim e Ghaib jante the to ghalat kehta hai ( Jhoota hai ) kyon ki Allah Taala khud kehta hai ke Ghaib ka Ilm Allah ke siva aur kisi ko nahi_
*اگر تم سے کوئی یہ کہتا ہے کہ محمد صلی اللہ علیہ وسلم نے اپنے رب کو دیکھا تو وہ غلط کہتا ہے کیونکہ اللہ تعالیٰ اپنے بارے میں خود کہتا ہے کہ نظریں اس کو دیکھ نہیں سکتیں اور جو کوئی کہتا ہے کہ نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم غیب جانتے تھے تو غلط کہتا ہے کیونکہ اللہ تعالیٰ خود کہتا ہے کہ غیب کا علم اللہ کے سوا اور کسی کو نہیں۔*
*Narrated Masruq: `Aisha said, If anyone tells you that Muhammad has seen his Lord, he is a liar, for Allah says: 'No vision can grasp Him.' (6.103) And if anyone tells you that Muhammad has seen the Unseen, he is a liar, for Allah says: None has the knowledge of the Unseen but Allah*
📚_*Sahi Bukhari, Vol No:-8 , Hadees No : 7380*_
No comments :
Post a Comment