18/12/2017

Qayamat ke Din ki Shafaat Kaise Milegi

Bismillahirrahamanirrahim
_*Azaan ke bad jo ye dua padhega usko Qayamat ke din Rasool-Allah Sallallhu-Alayhi-Wasallam ki Shafa'At milegi*_

_*اللَّهُمَّ رَبَّ هَذِهِ الدَّعْوَةِ التَّامَّةِ وَالصَّلاَةِ الْقَائِمَةِ،آتِ مُحَمَّدًا الْوَسِيلَةَ وَالْفَضِيلَةَ، وَابْعَثْهُ مَقَامًامَحْمُودًا الَّذِي وَعَدْت*_
Hadith :- Jabir Bin Abdullah Radi-Allahu-Anhuma se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallhu-Alayhi-Wasallam ne farmaya ki jo Shakhs Azaan sun kar ye kahe_
_*اللَّهُمَّ رَبَّ هَذِهِ الدَّعْوَةِ التَّامَّةِ وَالصَّلاَةِ الْقَائِمَةِ،آتِ مُحَمَّدًا الْوَسِيلَةَ وَالْفَضِيلَةَ، وَابْعَثْهُ مَقَامًامَحْمُودًا الَّذِي وَعَدْت*_

*_*Allahumma Rabba hadhihi-d-dawatit-tammaa was-salatil qaimah, Aati Muhammadan Al-wasilata wal-fazilah, wabaathhu maqaman mahmudan-il-ladhi waadtah*_*
Qayamat ke din us ko Rasool Allah Sallallahu Alayhi Wasallam ki Shafa At milegi_
Tarjumh :- Ae mere Allah jo is sari Pukar ka RAB hai, aur Qayam rahne wali Namaz ka bhi RAB hai, Mohammad Sallallahu-Alayhi-Wasallam ko Qayamat ke din waseela ata farma, aur Maqam e Mehmood par unka Qayam farma, jiska tune unse wada kiya hai_

_*Reference : Sahih Bukhari, Vol. 1,, 614*_

No comments :

Post a Comment