28/02/2018

Humaza ( هُمَزَ)& Lumaza (لُّمَزَةٍ) Koun Hai

🏆 *Ukhtis Islamic Qúīz*🏆

*3 Sawal me jawab ek se zyada hai*

Sawal-1:: *Kharabi wala Shakhs koun hai?*

Sawal : -2 *Humaza ( هُمَزَ) koun hai?*

Sawal-2 :: *Lumaza (لُّمَزَةٍ) koun Hai?*

Options Are::

A. Peeth peechay aib bayan karne wala
B. Tana dainay wala
C. Haath aur Aankhh ke ishaare karne wala
D. Gheebat karne wala
É.  zabaan se logon ki aib tatolna
F.  Samnay bura kehne wala
H. *Rabbi Zīdñi Ilma*

________________

Sahi Jawab Hai⤵

*S-1:BD*✅
*S-2:CF*✅
*S-3:AE*✅

___________________

📗 *Reference* 📗

بِسْمِ اللّٰهِ الرَّحْمٰنِ الرَّحِيْمِ

*(Al Qûr'ān :104. Al-Humazah (The Slanderer)*

*(104:1) وَيْلٌ لِّكُلِّ هُمَزَةٍ لُّمَزَةٍ*

(104:1) Bari kharabi hai her aisy shaks ki jo *aib tatolney wala* *geebat kerney wala* ho.

( *Har ta'an amaiz ashartein karne walay chugal Khor ki kharabi hai* )

*Short Tafseer : (Ibne kateer)*

Allah taala farmata hai *zabaan se logon ki aib Gary karne wala* –apne kamon se dosaron ki hiqarat karne wala, kharabi wala shakhs hai*. ھماز مشآء بنمیم ki Tafseer bayan hochuki hai hazrat Ibn abbas ka qoul hai ke is se morad * tana dainay wala*  *gheebat karne wala hai *Rabi ban ans kehte hain *samnay bura kehna to "ہمز" "(humaza)"hai  *aur *peeth peechay aib bayan karna "لمز" "(Lumaza)" hai* Qatadeh kehte hain zabaan se aur aankhh ke ishaaron se bandgaan Allah ko ستنا aur chirana morad hai ke kabhi to un ka gosht khaye yani ghaib kere aur kabhi un par tana zani kere Mujahid farmatay hain  *ہمز* (Humaza) haath aur aankhh se hota hai * aur  *لمز* (Lumaza) zabaan se baaz kehte hain * is se morad اخنس ban shareef kafir hai Mujahid farmatay hain aayat aam hai
____________________
*ہر طعن آمیز اشارتیں کرنے والے چغل خور کی خرابی ہے*
وزنی بیڑیاں اور قید و بند کو یاد رکھو :
اللہ تعالیٰ فرماتا ہے *زبان سے لوگوں کی عیب گیری کرنے والا اپنے کاموں سے دوسروں کی حقارت کرنے والا، خرابی والا شخص ہے* ۔ ھماز مشآء بنمیم کی تفسیر بیان ہوچکی ہے حضرت ابن عباس کا قول ہے کہ اس سے مراد *طعنہ دینے والا* *غیبت کرنے والا ہے* ربیع بن انس کہتے ہیں *سامنے برا کہنا تو ہمز ہے* اور *پیٹھ پیچھے عیب بیان کرنا لمز ہے۔* قتادہ کہتے ہیں زبان سے اور آنکھ کے اشاروں سے بندگان اللہ کو ستنا اور چڑانا مراد ہے کہ کبھی تو ان کا گوشت کھائے یعنی غیب کرے اور کبھی ان پر طعنہ زنی کرے مجاہد فرماتے ہیں *ہمز ہاتھ اور آنکھ سے ہوتا ہے* اور *لمز زبان سے بعض کہتے ہیں* اس سے مراد اخنس بن شریف کافر ہے مجاہد فرماتے ہیں آیت عام ہے.

*[Tafseer Ibn-e-Kaseer 104:1]*

No comments :

Post a Comment