11/08/2018

Subah (Morning) ke Azkaar*▪ (ROMAN)

🌅🌅🌅🌅🌅🌅🌅🌅
============================

Bismillahirrahmanirrahim

1)  Subah ke sare azkars mein se meezan par sabse bhari azkar

*سُبْحـانَ اللهِ وَبِحَمْـدِهِ* *عَدَدَ خَلْـقِه ،*
*وَرِضـا نَفْسِـه ،* *وَزِنَـةَ عَـرْشِـه ،*
*وَمِـدادَ كَلِمـاتِـه*
Subhaanallaahi wa bihamdihi Adada khalqihi
Wa ridhaa nafsihi, Wa zinata Arshihi
Wa Midaada Kalimaatihi

tarjuma : Main Allah subhanahu ki paaki bayan karta hu uski makhluqat ki tadad ke barabar, aur uski khushi ke barabar, Aur uske Arsh ke wazan ke barabar, aur uske kalimat ki siyahi(ink) ke barabar.

Sahih Muslim, Jild 6, 6913

(*3 Baar Padhey*)
---------------------------
*Surah Al Ikhlas*

بِسمِ اللَّهِ الرَّحمٰنِ الرَّحيمِ

1.  قُلْ هُوَ ٱللَّهُ أَحَدٌ
2. ٱللَّهُ ٱلصَّمَدُ
3. لَمْ يَلِدْ وَلَمْ يُولَدْ
4. وَلَمْ يَكُن لَّهُۥ كُفُوًا أَحَدٌۢ

Qul Huw-Allahu Ahad
Allah-us-Samad
Lam yalid wl lam yulad
Wa lam yakul lahu kufuwan ahad

*3 Baar Padhey*
_____________

*Surah An-Nas*

بِسمِ اللَّهِ الرَّحمٰنِ الرَّحيمِ

1: قُل أَعوذُ بِرَبِّ النّاسِ
2: مَلِكِ النّاسِ
3: إِلٰهِ النّاسِ
4: مِن شَرِّ الوَسواسِ الخَنّاسِ
5: الَّذى يُوَسوِسُ فى صُدورِ النّاسِ
6: مِنَ الجِنَّةِ وَالنّاسِ

Qul a'uzu birabbin naas,
Malikin naas,
Ilaahin naas,
Min sharril was waasil khannaas,
Al lazee yuwas wisu fee sudoorin naas,
Minal jinnati wan naas,

*3 Baar padhey*
__________________
*Surah Al-Falaq*

بِسمِ اللَّهِ الرَّحمٰنِ الرَّحيمِ
1: قُلْ أَعُوذُ بِرَبِّ ٱلْفَلَقِ
2: مِن شَرِّ مَا خَلَقَ
3: وَمِن شَرِّ غَاسِقٍ إِذَا وَقَبَ
4: وَمِن شَرِّ ٱلنَّفَّٰثَٰتِ فِى ٱلْعُقَدِ
5: وَمِن شَرِّ حَاسِدٍ إِذَا حَسَدَ
Qul a'uzoo bi rabbil-falaq,
Min sharri ma khalaq,
Wa min sharri ghasiqin iza waqab,
Wa min sharrin-naffaa-saati fil 'uqad,
Wa min shar ri haasidin iza hasad,

*3 Baar Padhey*
============================

Bismillahirrahamanirrahim

*أَصْبَحْنَا عَلَى فِطْرَةِ الْإِسْلَامِ وَعَلَى كَلِمَةِ الْإِخْلَاصِ وَعَلَى دِينِ نَبِيِّنَا مُحَمَّدٍ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ وَعَلَى مِلَّةِ أَبِينَا إِبْرَاهِيمَ حَنِيفًا مُسْلِمًا وَمَا كَانَ مِنْ الْمُشْرِكِينَ*

*Asbahna Ala Fitratil Islam , Wa Ala kalimatil ikhlas Wa Ala deeni Nabeeyeena MUhammadin Sal-Allahu Alaihi Wasallam Wa Ala Millati abeena Ibrahima Haneefan Musliman, Wama kana minal mushrikeen*

Tarjuma :: *Humne Fitrat e islam par aur Kalma e Ikhlas par, aur apne Nabee Muhammed Sal-Allahu Alaihi Wasallam ke deen par aur apne walid Ibrahim Alaihi Salam jo musalman they aur mushriko mein se na they ki millat par Subah ki.*

At Tabrani - 293-Sahih
Masnad Ahmed 14938-Sahih
As-SilSila As-Sahiha , 2905

========================

Bismillahirrahamanirrahim

*Badan ke aafiyat (salamati) ki dua*

*اَللَّهُمَّ عَافِنِيْ فِيْ بَدَنِيْ، اَللَّهُمَّ عَافِنِيْ فِيْ سَمْعِيْ، اَللَّهُمَّ عَافِنِيْ فِيْ بَصَرِيْ، لاَ إِلَـهَ إِلاَّ أَنْتَ، اَللَّهُمَّ إِنِّي أَعُوْذُ بِكَ مِنَ الْكُفْرِ وَالْفَقْرِ، وَأَعُوْذُ بِكَ مِنْ عَذَابِ الْقَبْرِ، لاَ إِلَـهَ إِلاَّ أَنْتَ*

Allaahumma 'aafinee fee badanee, Allaahumma 'aafinee fee sam'ee, 
Allaahumma 'aafinee fee basaree, laa 'ilaaha 'illaa 'Anta. 
Allaahumma 'innee 'a'oothu bika minal-kufri, walfaqri, 
wa 'a'oothu bika min 'athaabil-qabri, laa 'ilaaha 'illaa 'Anta.    

Tarjuma::  *Ya Allah tu mere badan mein aafiyat ata farma , Ya Allah tu mere kaano mein aafiyat ata farma ,Ya Allah tu meri nigaho mein aafiyat ata farma tere siwa koi maabud nahi to unhone kaha ki maine Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ko yahi dua isee tarah padhte huye suna hai aur mujhe pasand hai ki main unki sunnat par amal karta rahu*

*Sunan Abu Dawood, Jild 3, 1649-Ahmad 5/42*
============================

Hum ny islam ki fitrat par aur kalma ikhlaas prapne nabi Mohammd Salle allahu  Allah alaihi wassalam ‌k deen par aur –apne waalid ibrahim alaihi salam jo musalman thay aur mushrikon mein se nah thay, ki millat par subah ki .

أَصْبَحْنَا عَلَى فِطْرَةِ الْإِسْلَامِ وَعَلَى كَلِمَةِ الْإِخْلَاصِ وَعَلَى دِينِ نَبِيِّنَا مُحَمَّدٍ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ وَعَلَى مِلَّةِ أَبِينَا إِبْرَاهِيمَ حَنِيفًا مُسْلِمًا وَمَا كَانَ مِنْ الْمُشْرِكِينَ

*الطبراني في الدعاء ٢٩٣*
*مسند احمد* *١٤٩٣٨-صحیح
سلسلہ صحیحہ ٢٩٠٥*
======================
Bismillahirrahmanirrahim

Hadith : His sins will be forgiven even If these are equal to the foam of the sea
==========================
The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said If anyone say after every prayer

33 times SubhanALLAH,
33 times Alhamdulillah,
33 times Allahu Akbar,
ninety-nine times in all, and says (1 time)to complete a hundred

*لا اِلهَ اِلَّا اللّهُ وَحْدَهُ لا شَرِيكَ لَهُ ، لَهُ الْمُلْكُ وَ لَهُ الْحَمْدُ وَ هُوَ عَلَى كُلِّشَيْءٍ قَدِيرٌ*

La ilaha illal-lah wahdahu la sharika lahu, lahu-l-mulk wa lahu-l-hamd wa huwa Ala kulli shayin qadir

his sins will be forgiven even If these are equal to the foam of the sea.
*Sahih Muslim, Book 4, 1243*

-==========================
*Uske gunaah bakhsh diye jaate hain chahe samundar ke jhaag ke barabar kyu na ho"

33 baar SubhanALLAH,33 baar Alhamdulillah,
33 baar Allahu Akbar
kahe to ye 99 kalme honge aur usko Ye kahkar 100 kar le

*لا اِلهَ اِلَّا اللّهُ وَحْدَهُ لا شَرِيكَ لَهُ ، لَهُ الْمُلْكُ وَ لَهُ الْحَمْدُ وَ هُوَ عَلَى كُلِّشَيْءٍ قَدِيرٌ*
*La ilaha illal-lah wahdahu la sharika lahu, lahu-l-mulk wa lahu-l-hamd wa huwa Ala kulli shayin qadir"

*Sahih Muslim, Jild 2, 1352*
==========================

*Bismillahirrahmanirrahim*

*Sayyad-Al-Astigfar*

(Allah se maghfirat maangne ka sabse achcha tariqa ) ye hai, jisne is dua ke alfaaz par yaqeen rakhte huye din mein inko padh liya aur usi din shaam hone se pahle uski maut ho gayee to wo jannati hai*

*اللَّهُمَّ أَنْتَ رَبِّي، لاَ إِلَهَ إِلاَّ أَنْتَ، خَلَقْتَنِي وَأَنَا عَبْدُكَ، وَأَنَا عَلَى عَهْدِكَ وَوَعْدِكَ مَا اسْتَطَعْتُ، أَعُوذُ بِكَ مِنْ شَرِّ مَا صَنَعْتُ، أَبُوءُ لَكَ بِنِعْمَتِكَ عَلَىَّ وَأَبُوءُ لَكَ بِذَنْبِي، فَاغْفِرْ لِي، فَإِنَّهُ لاَ يَغْفِرُ الذُّنُوبَ إِلاَّ أَنْتَ*
Tarjuma  :: *Allahumma anta Rabbi la ilaha illa anta, Khalaqtani wa ana abduka, wa ana 'ala ahdika wa wa'dika mastata'tu, Awuzu bika min sharri ma sana'tu, abu'u Laka bini'matika 'alaiya,  wa Abu'u Laka bizambi fagfirli fa innahu la Yagfiru-az-zunuba illa anta.*

Tarjuma : Eh Allah tu hi mera RAB hai, tere siwa koi mabud nahi, tune hi mujhe paida kiya hai aur main tera hi Banda hu, main apni taqat ke mutabiq tujhse kiye huye Ahad aur wade par qayam hun, main tujhse us cheez ki burayee se panah maangta hu jisko maine kiya ,main tere samne teri naimaton ka iqrar karta hu jo tune mujhe ata farmayee, Aur main apne gunahon ka bhi iqrar karta hun, tu mujhe maaf kar de , beshak tere siwa gunahon ko koi maaf karne wala nahi
*Sahih Bukhari, Vol 7, 6306*
1 Baar
-==========================
Bismilahirrahmanirrahim

*Is Azkar ko Fajr aur Magrib ke baad 10 baar padhne se 10 baar ye padhe to uske liye 10 nekiya likh di jayengi , 10 gunah maaf kar diye jayenge, 10 darjat buland kiye jayenge Aur us din har burayee se mehfooz rahega, Aur usko shaitan ki pahuch se dur kar diya jayega*

لاَ إِلَهَ إِلاَّ اللَّهُ وَحْدَهُ لاَ شَرِيكَ لَهُ لَهُ الْمُلْكُ وَلَهُ الْحَمْدُ يُحْيِي وَيُمِيتُ وَهُوَ عَلَى كُلِّ شَيْءٍ قَدِيرٌ

La ilaha illAllah wahdahu la sharika lahu, lahul-mulk wa lahul-hamd Yuhi wa Yumeet, wa huwa Ala kulli shayin qadir
--
Tarjumah : *Allah ke siwa koi sachch mabud nahi hai wo akela hai aur uska koi sharik nahi , usee ke liye baadshahat hai aur usee ke liye tarif hai wo hi zinda karta hai aur wa hi maarta hai aur wo har cheez par qadir hai*

*Jamia Tirmizi, Jild 2, 1399-Hasan*
*Al-Silsila-tus-Sahiha-2967-Hasan*
*Jamia Tirmizi, Jild 2, 1457-Hasan*
(100 Baar)
==========================

Bismillahirrahmanirrahim

*Jo is dua ko subah sham padhega to Allah subhanahu Qayamat ke din usko jarur khush farma denge*

*رَضِيتُ بِاللَّهِ رَبًّا وَبِالإِسْلاَمِ دِينًا وَبِمُحَمَّدٍ نَبِيًّا*

*Radaitu billahi Rabban wa bil-Islami dinan wa bi Muhammadin nabiyyan*

Tarjumah : Main raazi hu Allah ke RABB hone par, Islam ke deen hone par aur Muhammad Sal-Allahu Alaihi Wasallam ke Nabee hone par

*Sunan Ibn Majah, Jild 3, 751-Hasan*
*Sahih Ibn Hibban , 870-Hasan*
==========================

Bismillahirrahamanirrahim

Subah Shaam 100 baar Sub-Hanallahi Wa-Bihamdihi kehne ki fazeelat​

Nabi ﷺ ne farmaya:

مَنْ قَالَ حِينَ يُصْبِحُ وَحِينَ يُمْسِي سُبْحَانَ اللَّهِ وَبِحَمْدِهِ مِائَةَ مَرَّةٍ لَمْ يَأْتِ أَحَدٌ يَوْمَ الْقِيَامَةِ بِأَفْضَلَ مِمَّا جَاءَ بِهِ إِلَّا أَحَدٌ قَالَ مِثْلَ مَا قَالَ أَوْ زَادَ عَلَيْهِ​

Tarjumah: Koi shakhs jab subah kare aur jab shaam kare to 100 baar «Sub-Hanallahi Wa-Bihamdihi» kahe to qiyamat ke roz koi shakhs us se behtar amal le kar nahi aayega, siwaye us ke jo itni baar (yeh kalimaat) kahe ya is se ziyadah baar kahe.
(Sahih Muslim: 2692)

No comments :

Post a Comment