26/01/2019

📝Aasan Nekiya-* 5️⃣

⚖⚖⚖       📝 *آسان نیکیا*📝  

  _*نیکی کی کسی چھوٹی سی بات کو حقیر نا سمجھو *

_*Neki ki kisi choti si baat ko Haqeer na samjho._*

💕 *Buland aawaz se Quran padhne wala aisa hai jaise ki elaniya taur se sadqa dene wala*💕

〰️〰️〰️〰️〰️〰️〰️

اَسَّلَامُ عَلَيْكُمْ وَ رَحْمَةُ اللّٰهِ وَ بَرَكَاتُه

💕 *Hadees*💕

🎊 Uqbah ibn Amir Al-Juhani radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya *Buland aawaz se Quran padhne wala aisa hai  jaise ki elaniya taur se sadqa dene wala aur ahista aawaz se Quran padhne wala aisa hai jaise ki chupke se sadqa dene wala*🎊

🍃 نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا
*بلند آواز سے قرآن پڑھنے والا ایسے ہے جیسے اعلانیہ طور سے خیرات کرنے والا اور آہستہ قرآن پڑھنے والا ایسے ہے جیسے چپکے سے خیرات کرنے والا* ۔🍃

*سنن ابو داوود جلد ١ ، ١٣٢٠ -صحیح* 
📜*Sunan Abu Dawud, Jild 1,1320-Sahih*

🍃 Aisi khaas nekiya kare jin ka wajha se wazan mizaan-e-amal mein bhaari ho.🍃

🍃Yani insaano ki chhoti se chhoti neki aur chhoti se chhoti bura’ee sab ko mizaan e amal mein taula jaaega.Phir kya hoga? Allah Ta’ala irshad farmata hai.🍃

🍃To woh log jin ki taul bhaari hongi.(Yani jin loga ka neki ka palla bhaari hoga) Woh man pasand aish mein honge aur jin ki taul halki hogi un ka anjaam “Haawiya” hoga.Aur tum kya jaano ki “Haawiya” kya hai? Woh ek dahakti hui aag hai.🍃

*جزاك الله خيرا کثيرا في الدنيا والخرة .بارك الله في علمك وعملك اللهم امين*

*ان شاء اللہ*

*Allah Ta’ala hume  Quran ko Samajh kar padhne ki aur us per Amal karne  taufik ata farmaye*

👉  *Please share with your family's & friends*

No comments :

Post a Comment