27/03/2023

*Al Quran: SURAH AERAAF AYAT NO 167

*Bismillahirrhamanirraheem*

وَ اِذۡ تَاَذَّنَ رَبُّکَ لَیَبۡعَثَنَّ عَلَیۡہِمۡ اِلٰی یَوۡمِ الۡقِیٰمَۃِ مَنۡ یَّسُوۡمُہُمۡ سُوۡٓءَ الۡعَذَابِ ؕ اِنَّ  رَبَّکَ  لَسَرِیۡعُ  الۡعِقَابِ   ۚ ۖ وَ  اِنَّہٗ  لَغَفُوۡرٌ  رَّحِیۡمٌ ﴿۱۶۷﴾

*aur ( yaad kero woh waqt ) jab tumharay rab ney aelaan kiya kay woh unn per qayamat kay din tak koi naa koi aisa shaks musallat kerta rahey ga jo unn ko buri buri takleefen phonchaye ga .   beyshak tumhara rab jald hi saza denay wala bhi hai , aur yaqeenan woh boht bakhshney wala , bara meharban bhi hai .*
________

 *And [mention] when your Lord declared that He would surely [continue to] send upon them until the Day of Resurrection those who would afflict them with the worst torment. Indeed, your Lord is swift in penalty; but indeed, He is Forgiving and Merciful* 
_______

*Ya Allah hum sab ke liye asaani ata farma tu jaysa chahata hai wayse  rahne ki humein taufiq ata farma Ya Raheem teri Rehmat wasi hai humare hur burayi ko neaki mein badal de.. AAMEEN  ya RABB *

*SURAH  AERAAF  AYAT  NO  167🌹*

No comments :

Post a Comment