10/09/2016

Hadees

 بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَنِ الرَّحِيم

IS ROOHE ZAMEEN PAR PHELI MASJID KAUNSI AUR NAMAZ FAZILAT !!❓


Abu Zar (RadiAllahu Anhu) ne "Nabi (Sallallahu Alaihi Wasallam) se pucha ke, "Ya Rasool ALLAH (Sallallahu Alaihi Wasallam) sabse pheli Roohe Zameen par kaunsi Masjid hai "Huzur (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya,

"Masjid-e-Haraam unhone pucha aur iske bad ?? 
Farmaya ke, Masjid-e-Aqsa (baitul maqdas) "Maine pucha un dono ke Tameer ke Darmiyan me Kitna fasla Raha hai ?

"App ne farmaya ke 40 saal phir farmaya ab Jaha bhi Tujh ko Namaz ka Waqt ho jae Waha Namaz padhle badi fazilat Namaz padhna hai

( SAHI BUKHARI : 3366 )

-Is Hadees se Hame pata chala ke pheli Masjid e Haraam Bani aur Nabi (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya ke Namaz badi fazilat hai be Namazi bhai kal ALLAH ko kya kaam ko fazilat bataenge ?

Narrated Abu Dhar:
I said, "O Allah's Messenger (ﷺ)! Which mosque was first built on the surface of the earth?" He said, "Al- Masjid-ul-,Haram (in Mecca)." I said, "Which was built next?" He replied "The mosque of Al-Aqsa ( in Jerusalem) ." I said, "What was the period of construction between the two?" He said, "Forty years." He added, "Wherever (you may be, and) the prayer time becomes due, perform the prayer there, for the best thing is to do so (i.e. to offer the prayers in time).
Sahih al-Bukhari 

3366

In-book reference : Book 60, Hadith 45
USC-MSA web (English) reference : Vol. 4, Book 55, Hadith 585



  Sahih al-Bukhari 3366

  In-book reference

 : Book 60, Hadith 45
      : Vol. 4, Book 55, Hadith 585
   WWW.SUNNAH.COM

No comments :

Post a Comment